BHOJPURI CINEMA par daily updated movie schedule below dekha ja sakta h. BHOJPURI CINEMA, DD FREE DISH ke platform par Free To Air dekha ja sakta h. Jiski complete information last me di gayi h.
BHOJPURI CINEMA MOVIE SCHEDULE – 01-11-2025
[DD FREE DISH WEBSITE SE UPDATED SCHEDULE]
| समय (Time) | फिल्म/प्रोग्राम का नाम (Movie/Program Name) | श्रेणी (Category) |
|---|---|---|
| 01:48 AM | Bhojpuriya Jhankar | Bhojpuri | Music |
| 02:00 AM | Laiki Chunaraiya Odh Ke | Bhojpuri | Music |
| 04:00 AM | Nimiya Ke Daar Maiya Jhuleli Jhulanwa | Bhojpuri | TV Show |
| 06:00 AM | Laiki Chunariya Odh Ke | Bhojpuri | Music |
| 07:08 AM | Aapan Kahaye Wala Ke Ba | Bhojpuri | Music |
| 09:25 AM | Shadi Ek Sauda | Bhojpuri | Film |
| 12:03 PM | Vivah | Bhojpuri | Film |
| 03:20 PM | Hanikarak Mehraru | Bhojpuri | Film |
| 06:30 PM | Kala Sindoor | Bhojpuri | Film |
| 09:58 PM | Raja Ki Aayegi Baraat | Bhojpuri | Film |
(यह शेड्यूल DD FREE DISH वेबसाइट ddfd.co.in से लिया गया है)
READ ALSO – DD FREE DISH ALL FREQUENCY
Bhojpuri Cinema dekhne ke liye aapko kisi bhi free to air set top box me below di gayi Trans Frequency ko add kar scan karna hoga.
Parameter | Value
LNB FREQUENCY | 9750-9750
TRANS FREQ | 11170
SYMBOL RATE | 29500
POLARITY | V
22K | OFF
Scan karne par aapko Bhojpuri cinema channel ke saath or bhi bahut se channels dekhne ko mil jayenge. Bhojpuri users all Free To Air Bhojpuri channels ko DD FREE DISH ke platform par dekh sakte h. DD FREE DISH ek lifetime Free to Air DTH h. Jisko aap apni local market se purchase kar sakte ho. Jo ki approximate 1500rs to 2000rs tak mil jata h.
Agar Bhojpuri Cinema aap sabhi dekhna chahte ho, to above di gayi frequency kisi bhi Free To Air Set top Box me daal kar scan kijiye. Channel aapki scanning list me aa jayega.
Iske regarding aapka koi question ho to hume comment jarur kare. Thanks.